*Hazrat Ali Har Saal Huzoor ﷺ Ke Naam Se Qurbani Karte Thay*
_Hazrat Imam *Hakim* Al Nayshapuri Al Mutawaffah *405* Hijri Hadith Code Karte Hain_
*Hazrat Abu al Hasana Kehte Hai Mene Hazrat Ali رضي الله عنه Ko Dekha Ke Aap 2 Sheep (भेड़) Ki Qurbani Kiya Karte Thay Mene Unse Kaha Ya Ali رضي الله عنه Ye Kya Hai To Hazrat Ali رضي الله عنه Ne Farmaya Ke Mujhe Rasool Allah ﷺ Ne Hukm Aur Wasiyat Farmaya Tha Ke Ek Qurbani Mein Apni Taraf Se Karon Aur Ek Qurbani Me Rasool Allah ﷺ Ke Naam Ki Karon To Me Rasool Allah ﷺ Ki Taraf Se Qurbani Kiya Karta Hon*
Subhan'Allah
*Imam Hakim* Likhte Hain Ye Hadith Imam *Bukhari* Aur Imam *Muslim* Ki Shart Unke Usool e Hadith Ke According *Sahih Hai*
*Conclusion*
Isme Jo Raawi *Abu Hasana* Hai Inke Bare Me Imam Hakim Likhte Hain Ke Abu Hasana Ka Pura Aur Asl Naam *Hasan Bin Hakam al Nakhai* Hai Jinko Imam Bukhari Ke Ustad Imam Yahya Bin Ma'een wa Imam Ahmad Bin Hambal Aur Imam Hatim Ne *Siqah* Aur *Sahi ul Hadith* Kaha
*Allama Zehbi Ne Is Hadith Ko Sahi Karar Diya*
*Reference Book*
Al Mustadrak Ala Sahihayn *[Arabic to Indonesian]*
Vol *10* Hadees *7556*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box