*Hazrat Abdul Muttalib*
*Hazrat Imam Abu Jafar Tahawi Al Mutawaffah 321 Hijri Likhte*
_Huzoor ﷺ Ka Naam Muhammad ﷺ Aapki Paida'ish Mubarak Ke 7 Saat Din Baad Aapke Dada Jaan (Grandfather) Hazrat Abdul Muttalib رضي الله عنه Ne Rakha Tha Unpar_ *Allah Ta'ala Ka ilham Hua*
*Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya* _Tumse Pehle Jo Kaome (Ummato) Thi Unme *Muhaddasoon* Thay Agar Un *Muhaddasoon* Me Meri Ummat Me Koi Hai To Wo Hazrat Umar Bin Khattab رضي الله عنه Hai_
Ref: *Bukhari* No *3469*
*Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya* _Tumse Pehle *Bani Isra’il* Me Aise *Rijaal (Bande)* Thay Jinse Farishte Kalam Karte Thay Wo Nabi Nahi Thay Gair e Nabi Thay *(Yani Auliya Saliheen Thay)* Agar Meri Ummat Me Aisa Koi Hai To Wo Hazrat Umar Bin Khattab رضي الله عنه Hain_
Ref: *Bukhari* No *3689*
*What is Muhaddasoon?*
_Wo Log Jinpar Allah Ki Taraf Se *ilham* Hota Tha Jinpar Allah Ka *ilham* Hota Tha *Unke Dilo Allah Baat Dal Deta Tha* Wo Log Pichli Ummato Me Bhi Thay Aur Agar Meri Ummat Me Aisa Koi Hai To Wo Hazrat Umar Bin Khattab رضي الله عنه Hain_
Ref: *Muslim* No *6204*
*ilham* _Ye Ek Khas ilm e Basharat Hota Hai Jo Allah Ki Taraf Se Momineen Bando Par Hota Hai_ *To Pta Chala Ke ilham Kisi Kafir Par Nahi Balke Momin Par Hota Hai* _Aur Hazrat Abdul Muttalib رضي الله عنه Par Allah Ka ilham Hona Unke Momin Hone Ki Daleel Hai_
*Lekin Mujhe Pta Hai Ye Daleel Kafiro Ke Hajm Nahi Hogi Jis Tarah Bade Bhai Qadyanio Mirzai Ke Khatm e Nabuwat Ki Daleel Hajm Nahi Hoti* 🤷🏻♂
*Reference Book*
Al-Aqidah al-Tahawiyyah *[English]*
Page *37*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box