*Har Namaz Ke Baad Ya Muhammad ﷺ Ka Wazifa Padho*
*Hazrat Imam Sakhawi Al Mutawaffah 902 رحمۃ اللہ علیہ* _Likhte Hain Hazrat Abu Bakr Bin Mujahid Ke Paas Shaykh Shibli Aaye Unko Dekh Kar Hazrat Abu Bakr Mujahid Khade Ho Gaye Unse Mu'anqa Kiya Aur Unki Peshani Par Bosa Diya Maine Unse Arz Ki Ke Mere Shaykh Aap Shibli Ke Saath Ye Muamla Karte Halake Aap Aur Sare Ulama e Baghdad Ye Khayal Karte Hai Ke Ye Diwane (Majnoon) Hai To Unhone Shaykh Ne Farmaya Ke Mujhe Khuwab Me_ *Huzoor ﷺ Ziyarat Hui Huzoor ﷺ Ki Khidmat Me Hazrat Shibli Bhi Hazir Thay Phir Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya* _Laqad jaaa'akum Rasoolum min anfusikum 'azeezun 'alaihi maa 'anittum hareesun 'alaikum bilmu'mineena ra'oofur raheem_ *Ye Sureh Tauba Ki Ayat Har Namaz Ke Baad Padhna Uske Baad 3 Martaba Sallallaho Alayka Ya Muhammad ﷺ Sallallaho Alayka Ya Muhammad ﷺ Sallallaho Alayka Ya Muhammad ﷺ Padhna*
*Bukhari Muslim Ki Hadees Hai*
_Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Jisne Mujhe Khuwab Me Dekha Usne Mujh Ko Hi Dekha Kyunke Shaitan Meri Surat e Paak Me Nahi Aa Sakta_
*Reference Book*
Al Qawl al Badi
Page *178*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box