Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, July 12, 2020

Behes Dua Baad Namaz E Janaza Ki Tehkeek

Behes Dua Baad Namaz E Janaza Ki Tehkeek,
.
Musalman Ke Marne ke Baad Teen Halaate Hoti hai, Namaz e Janaza se Pehle, Namaz e Janaza Ke Baad, Dafan se Pehle Dafan ke Baad, In Teen Halaato Me Mayyat ke Liye Dua Karna, Isaale Sawab Karna Jaiz Balke Behtar hai, Haa Mayyat Ke Gusl se Pehle Agar Uske Paas Baithkar Quran Padhna ho to Usko Dhaak De Kyuki Abi Wo Naapaak hai, Jab Gusl Dediya Fir Har Tarah Quran Padhe, Mukhalifeen Namaz se Pehle Aur Dafan Ke Baad To Dua Wagairah Karna Najaiz Maante hai Magar Baad Namaz Dafan se Pehle Dua Ko Najaiz, Haram Bid'at, Shirk Na Malum Kya Kya Kehte hai, Isliye Is Post ko Zarur Padhe Samjhe Aur Zyada se Zyada Share Kare, Isaale Sawab Karna Dua Maangna Jaiz hai Koi Qaid Nahi hai,
.
Allah Apne Habib e Paak (صل الله عليه وسلم) Ke Sadqe Hamare Imaan o Aqide Ki Hifazat Farmaye Aur Hame Badmazhabo me Fitno se Bachaye (آمین بِجَاہِ سَیِّدِ الْمُرْسَلِیْن ﷺ)








No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...