Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Monday, June 8, 2020

Taqleed Pehli Sadi Hijri Me

*Taqleed Pehli Sadi Hijri Me*

_Ahle'hagees Gair Muqallid Najdi Kehte Hai Ki Taqleed Chauthi Sadi Hijri Me Shuro Hui Sahaba Ke Zamaane Me Taqleed e Shakhsi Nahi Hui_

*Hazrat Akrama رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Madinah Munawwarah Ke Rehne Walo Ne Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Aisi Aurat Ke Bare Me Sawal Kiya Jisse Tawaf e Wida Karte Hue Haiz Aa Gaya Ho To Kya Kare To Unhone Kaha Bas Wo Chali Jaye Ahle Madinah Kehne Lage Hum Aapke Us Farman Ki Wajah Se Hazrat Zaid Bib Sabit رضي الله عنه Ki Baat Ko Nahi Chor Sakte Hai*

*Point Be Noted*
_Yani Jab Hazrat Abdullah Ne Masla Bataya To Ahle Madina Walo Ne Ye Kaha Ki Hum Hazrat Sabit Ki Baat Yani Unke Byan Masle Masail Ko Nahi Chordh Sakte_ *Isi Ko To Taqleed e Shakhsi Kehte Hai To Pta Chala Ki Taqleed Aur Taqleed e Shakhsi Pehli Sadi Hijri Sahaba Ke Zamane Se Hoti Aa Rahi Hai* Iska Munkir Sirf Angrejo Ke Agent Wahabi Ahle'hagees Gair Muqallid Najdi Hai

*Reference Book*
Sahih Bukhari
Vol *3* Hadees *1759*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...