*Sahaba Ahle'baith Ka Huzoor ﷺ Ke Roze Par Jakar Wasile Se Dua Karna*
*Hazrat Imam Abu Abdullah Waqidi Al Mutawaffa 207 Hijri*
_Likhte Hain Islam Ki Tareekhi Aur Mashoor Jung e Yarmook *Battle of Yarmouk* Pe Fateh Paane Ke Liye Sahaba e Kiraam Ka Huzoor ﷺ Ke Wasila Se Dua Karna_
_“Hazrat Farooq e Aazam رضي الله عنه Ne Ek Khat Hazrat Abdullah Bin Karaa’t رضي الله عنه Ke Haath Hazrat Abu Ubaida ibn Jarrah رضي الله عنه Ke Pass Bheja._
*Hazrat Abdullah Bin Karaa’t رضي الله عنه Safar Par Nikalne Se Pehle Rasool Allah ﷺ Ki Qabr e Aqdas Par Pauche Waha Par Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Maujud Thi Aur Hazrat Ali رضي الله عنه Aur Hazrat Abbas رضي الله عنه Bhi The Hazrat Imam Hussain رضي الله عنه Hazrat Ali Ki Ghod Me Baithe The Aur Hazrat Imam Hasan رضي الله عنه Hazrat Abbas Ki Ghod Me Aur Wo Sab Sureh An'nam Ki Tilawat Kar Rahe Aur Hazrat Ali رضي الله عنه Sureh Hud Ki Tilawat. Phir Mene Huzoor ﷺ Ki Bargah Me Salam Padha*
_Hazrat Ali رضي الله عنه Ne Hazrat Abdullah Bin Karaa’t رضي الله عنه Ko Dekh Kar Pucha Kya Aap Wapis Syria Ya Rahe Hai? To Unhone Kaha G Ha_
*Phir Hazrat Abdullah Bin Qurt رضي الله عنه Ne Hazrat Ali رضي الله عنه Aur Hazrat Abbas رضي الله عنه Se Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Par Jung E Yarmook Me Fatah Paane Ke Liye Dua Karne Ko Kaha To Hazrat Ali Aur Hazrat Abbas Ne Haath Utha'kar Ye Dua Ki Aur Us Dua Me Hazrat Ayesha Siddiqa Hazrat Hafsa Aur Hazrat Umme Salma Bhi Shamil Hui Sabne Milkar Ye Dua Ki*
👇🏼
*“Ya Allah ﷻ Hum Us Nabi Muhammad Mustafa ﷺ Jinke Wasile Aur Tufail Se Adam عليه السلام Ki Dua Qubool Hogai Aur Allah ﷻ Ne Unhe Maaf Farma Diya Inhi Ke Wasile Se Dua Karte Hai Ki Tu Hazrat Abdullah Bin Karaa’t رضي الله عنه Ke Raste Ko Aasan Farma Aur Door Ko Paas Karde Aur Apne Nabi Kareem ﷺ Ke Sahaba Ki Madad Farma Aur Unko Fateh Ata Farma.*
_Iske Baad Hazrat Ali رضي الله عنه Ne Hazrat Abdullah Bin Karaa’t رضي الله عنه Se Farmaya Ki Ab Aap Jayen Allah ﷻ Hazrat Umar Hazrat Abbas Hazrat Hussain Hazrat Hasan Aur Huzoor ﷺ Ki Biwiyon In Sab Logo Ki Dua'on Ko Radd Nahi Farmayga_ *Kyunke In Logo Ne Allah ﷻ Ki Bargah Me Us Nabi Kareem ﷺ Ka Wasila Liya Hai Jo AQ'RAMUL KHALQ Hain ”*
Subhan'Allah
*Reference Book*
(Futuhaat-e-Shaam)
(The Islamic Conquest of Syria)
Page *287-&-288*
*Scan Page*
📗📄👇🏻

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box