*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Imam Mehdi*
_Hazrat Umme Salma رضي الله عنها Riwayat Karti Hain Ke Rasool ﷺ Ne Farmaya_
*Meri Ummat Ka Ek Shakhs (Mahdi) Ki Rookn Aur Maqaame Ibrahim Ke Darmiyan Ahle Badr Ki Tadad (313 Afraad) Ki Misl Bayt Ki Jaayegi. Is Ke Baad Us Imam Ke Paas Iraq Ke Awliya’ Aur Shaam Key Abdaal (Bayt Key Liye) Aayegey.”*
_Is Baat Ka Wahabi Deolandi Ahle'hagees Najdi Munkir Nahi Ki Hazrat Imam Mehdi عليه السلام Qayamat Se Pehle Haq Ka Parcham Lekar Paida Honge_ *Lekin Unke Paida Hone Se Pehle Hi Huzoor ﷺ Ne Unke Bare Me Bata Diya Ki Unse Kaun Log Bayt Karege Kis Jagah Par Karege Unki Tadad Kitni Hogi Aur Wo Log Kaha Ke Honge Sab*
*Reference Book*
Al-Musannaf Abi Shaybah
Vol *7* Hadees *37223*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box