*Hazrat Abu Bakr Siddiq Huzoor ﷺ Ke Yaar Aur Sahabi Hai* By Quran
*Qur'an* Sureh Tauba
Ayat *40*
*إِلَّا تَنصُرُوهُ فَقَدْ نَصَرَهُ ٱللَّهُ إِذْ أَخْرَجَهُ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ ثَانِىَ ٱثْنَيْنِ إِذْ هُمَا فِى ٱلْغَارِ إِذْ يَقُولُ لِصَٰحِبِهِۦ لَا تَحْزَنْ إِنَّ ٱللَّهَ مَعَنَا ۖ فَأَنزَلَ ٱللَّهُ سَكِينَتَهُۥ عَلَيْهِ وَأَيَّدَهُۥ بِجُنُودٍ لَّمْ تَرَوْهَا وَجَعَلَ كَلِمَةَ ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ ٱلسُّفْلَىٰ ۗ وَكَلِمَةُ ٱللَّهِ هِىَ ٱلْعُلْيَا ۗ وَٱللَّهُ عَزِيزٌ حَكِيمٌ*
*Tarjuma*
_Agar Tum Mehmoob Ki Madad Na Karo Tu Beshaq Allah Ne Uski Madad Farmai Jab Kafiro Ki Shara'rat Se Unhe Bahar Tashreef Le Jana Hua! *Sirf 2 Jaan Se Jab Wo Dono Ghaar Me Thay Jab Apne Yaar Se Farmate Thay Gham Na Kha* Beshaq Allah Hamare Saath Hai Tu Allah Ne Uspar Apna Sakina *(Tasalli itminan)* Utara Aur Un Faujo Se Uski Madad Ki Jo Tumne Na Dekhi Aur Kafiro Ki Baat Niche Dali Allah Hi Ka Bol Bala Hai Aur Allah Ghalib Hikmat Wala Hai._
*Ye Ayat Us Waqt Nazil Hui Jab Huzoor ﷺ Ne Madine Shareef Ke Liye Makkah Shareef Se Hijrat Farmai Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ke Saath Ghaar e Saur Me Aap Tashreef Le Gaye* _Tab Allah Ne Siddiq e Akbar Ko Huzoor ﷺ Ka Yaar Ka Laqab Diya Aur Unke Sahabi Hone Ki Mohar Laga Di_

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box