_Hazrat Imam Ibn e *Hibban* Al Mutawaffah *354* Hijri Hadith Code Karte Hain_
*Hazrat Abdullah Umar رضي الله عنه Apne Daye (Right) Haath Ko Daye Ghutne Par Aur Baye (Left) Haath Ko Daye Ghutne Par Rakhte The Aur Apni Ungli Se ishaara Karte Aur Usko Harkat Na Dete The Aur Kahte The Yeh Shaitan Ko Dafa (Dur) Karta Hai Aur Hazrat Ibn e Umar رضي الله عنه Kehte Hai Ke Rasool Allah ﷺ Isi Tarah Attahiyat Me Karte The.*
*Reference Book*
Kitaab us Siqaat
Vol *7* Page *448*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
_Hazrat Imam *Ibn Hazm* Al Mutawaffah *456* Hijri Likhte Hai_
*Mustahab Hai Musalli Jab Tashahud (Attahiyat) Me Baithe To Apni Ungli Se Ishaara Kare Aur Usko Harkat Na De.* Yani Bar Bar Na Hilaye
*Reference Book*
Al Muhalla Bi'al Athar
Vol *3* Page *64*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
*Namaz Attahiyat Me Ungli Ka Masla*
Hazrat Imam *Nawawi* Al Mutawaffa *676* Hijri Likhte Hain
*Namaz Me Ungli Se Harkat Na Di-jaaye, Kyunke Musalsal (Continues) Ungli Ko Harkat (Bar Bar Hilana) Makrooh Hai*
*Reference Book*
Fatawa un Nawawi
Page *50*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
Hazrat Imam Ibn *Qudaama* Al Mutawaffa *620* Hijri Likhte Hai
*Namaz Me Attahiyat Me Ungli Ko Harkat Na Di Jaye Bar Bar Na Hilaya Jaye Sirf Ishara Diya Jaye*
*Reference Book*
Al Kaafi
Vol *1* Page *256*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box