*Allah Waliyon Ke Wasile Se Dua Karne Walo Ki Dua Fauran Qubool Karta Hai*
_Hazrat Imam Abu Faraz Ibn e *Jawzi* Al Mutawaffah *597* Hijri *Correct* Narration of Chain Se Likhte Hain_
*Hazrat Abdullah Bin Musa رحمۃ اللہ علیہ Jo Ke Ahle'sunnat Ke Bade Imamo Me Shamil Hai Unhone Bayan Kiya Ki Ek Raat Hum Apne Walid Ke Saath Hazrat Imam Ahmad Bin Hambal Al Mutawaffah 241 Hijri Se Mulaqat Karne Ke Liye Nikle To Kafi Andhera Hogaya Mere Walid Ne Kaha Aye Bete Aao Hum Allah ﷻ Ki Bargah Me Is Sawleh Nek Bande Ko Wasila Banakar Dua Kare Take Allah ﷻ Hamare Raste Ko Asaan Farma De To Mere Walid Ne Dua Ki Mene Unki Dua Me Ameen Kaha Phir Kya Kehna Asman Aise Roshan Hua Jaise Chaudhvi Raat Aur Hum Imam Ahmad Tak Pahuch Gaye*
Subhan'Allah
*Conclusion* [Khulasa]
_To Pta Chala Ki Allah Ta'ala Ke Sach'che Waliyon (Saliheen) Ke Wasile Se Allah Ta'ala Se Dua Karna Jais Hi Nahi Balke Ye Allah Ta'ala Ki Bargah Me Qubool Bhi Hai Aur Allah Ta'ala Us Dua Ko Qubool Bhi Karta Hai_
*Ab Kehtdo Ki Ye Sab Bhi Barelvi Thay 😍1200 Saal Before Pehle*
*Reference Book*
Manaqib Imam Ahmad Bin Hambal
Page *400*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box