*Taqleed Ka Hukm Sahabi Ki Zubani*
_Hazrat Imam Darmi Al Mutawaffah *255* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Abdullah Bin Mas’ood رضي الله عنه Ne Farmaya Jo Jis Kisi Ko Aaj Ke Din Hamare Zamane Ke Baad Koi Faisla Karna Darpesh Hoto Wo Kitab Allah Ta'ala (Qur'an) Ke Mutaabik Faisla Kare Aur Agar Use Koi Aisa Masla Darpesh Ho Jiska Zikr Quran Me Na Ho Yani Usse Na Mile Warna Quran Me To Har Khushkh Wa Tar Ka Zikr Hai Aur Naahi Uske Bare Me Koi Huzoor ﷺ Ne Faisla Farmaya Ho To Wo Uske Saath Faisla Kare Jo Saliheen Ne Kiya* Yani Taqleed Saliheen Aima Fuqaha
_Isi Ka Naam Taqleed Hai Ki Jab Hum Unke Faisle Ko Bina Daleel Accept Kar Lenge Ki Ye Jo Unhone Kaha Ye Mere Liye Hujjat Hai Inka Faisla Quran o Hadees Ke According Hota Hai_
*Reference Book*
Musnad Darmi
Page *135* Raqam *177*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box