Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Tuesday, May 19, 2020

Sureh Aa'nam Ayat 50 Aur Chupe Hue Yahudiyo Yani Ahle'hageeso Deobandiyo Wahabiyon Ka Dhoka Expose

*Sureh Aa'nam Ayat 50* Aur Chupe Hue Yahudiyo Yani *Ahle'hageeso Deobandiyo Wahabiyon* Ka Dhoka *Expose*

_Jis Tarah Aaj Kuch Hindu Log Qur'an Ko Is Liye Padh Rahe Hai Taki Usme Kuch Aisa Mil Sake Jisse Musalmano Ke Nabi Muhammad ﷺ Ki Shan Ghata Sake Halaki Quran Tu Unki Shan Ke Liye Hi Allah ﷻ Ne Nazil Kiya Hai Ha Jo Ayat Unki Gobar Wali Kopdi Me Nahi Ghus'ta Usko Apni Jahiliyat Se Samjh Kar Aitraz Karne Lag Jate Hai_ *Kuch Yahi Haal Islam Ke Libas Me Chupe Hue Yahudiyo Yani Wahabiyon Ahle'hageeso Deobandiyo Saudi Najdiyo Ka Hai Wo Bhi Quran Ko Sirf Is Liye Padhte Hai Aur Jab Koi Aisi Ayat Jo Inki Jahil Aur Bhose Waali Kopdi Me Nahi Ghusti To Aitraz Karne Lagte Hai Isi Tarah*
_Sureh Aa'nam Ayat 50 Ko Huzoor ﷺ Ke Ilm e Gaib Aur Shan Ko Ghatane Ke Liye Pesh Karte Hai Aaiye Dekhe Kya Hai_

*Qur'an Sureh Aa'nam Ayat 50*
*قُل لَّا أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَائِنُ اللَّهِ وَلَا أَعْلَمُ الْغَيْبَ وَلَا أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ ۖ إِنْ أَتَّبِعُ إِلَّا مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ ۚ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي الْأَعْمَىٰ وَالْبَصِيرُ ۚ أَفَلَا تَتَفَكَّرُونَ*

*Tarjuma Translate By Ahle'hagees*
_Aap Keh Dijiye Ki Na To Mai Tum Se Ye Kehta Hon Ki Mere Paas Allah Ka Khazana! Aur Na Me Gaib Janta Hon Aur Na Me Ye Kehta Hon Ki Me Farishta Hon! Me To Sirf Jo Kuch Mere Paas Vahi Aati Hai! Uski Perwi Karta Hon! Aap Kehiye Ki Andha Aur Aankh Wala Kis Tarah Bara'bar Ho Sakte Hai! To Kya Tum Fikr Nahi Karte._

_Aaiye Ab Iski Tafsir Bhi Inke Sabse Bade Aur Motabar Hafiz Allama Sahab Se Pesh Karte Hai_ *Hafiz Ibn e Kaseer* Student of Ibn e Tayymia Is Ayat Ki Tafsir Me Likhta Hai

*Me Ye Dawa Nahi Karta Ke Mere Pas Allah Ke Khazane Hai Yani Allah Ta'ala Ki Qudrat Ke Khazane Hai Na To Mere Kabze Me Aur Na Hi Me Khud Ba Khud Be'gair Izne Ilahi Inme Tasarruf Kar Sakta Hon (Zaati ilm e Gaib) Aur Na Me Is Baat Ka Muddai (Dawe'dar) Hon Ke Me Az Khud Gaib Ko Jaan Leta Hon Balke Ilm e Gaib To Zaati Taur Par Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hasil Hai Aur Me Sirf Us Gaib Se Ba'khabar Ho Jata Hon Jisse Allah Ta'ala Mujhe Agha Farma De (Yani ilm e Gaib Ata Karta Hai) Aur Na Me Is Baat Ka Dawe'dar Hon Ke Me Koi Farishta Hon Me To Bashar Hon Koi Aam Bashar Nahi Balke Aisa Bashar Hon Jiski Taraf Allah Ta'ala Ki Janib Se Wahi Otarti Hai*
Subhan'Allah

_Lijiye Wahabiyon Ahle'hageeso Ke Allama Ne Sari Najdiyat Ko Nanga Kar Dala_ *Yani Is Ayat Me Jo Allah Keh Raha Hai Apne Rasool ﷺ Ki Aap Keh Dijiye Ki Mere Paas Na Khazane Hai Na Gaib Ka ilm Ye Zaati Khazane Par Qudrat Aur ilm e Gaib Ke Bare Me Hai Na Ki Aatai Aur Isi Liye Is Ayat Ki Tafsir Me Saaf Hai Ki Huzoor ﷺ Khud Farma Rahe Hai Ki Mujhe Gaib Ka ilm Hai Jitna Allah Ne Mujhe Ata Kiya Hai Aur Me Koi Aam Insaan Bashar Bhi Nahi Ho*

*Hawala Note*
Wahabiyon Ahle'hageeso Ki Authentic Book of *Tafsir Ibn Kaseer*
Page *226* Under *Sureh  Aa'nam*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...