Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, May 17, 2020

Huzoor ﷺ Mushkil Kusha Hai Aur Ali Mushkil Kusha Hai by Quran

*Huzoor ﷺ Mushkil Kusha Hai Aur Ali Mushkil Kusha Hai* By Quran

_Wahabre Deolande Ahle'hagees Najdi Aksar Kehte Hai Ki Tum *Barelvi* Log Apne Nabi Muhammad ﷺ Aur Ali رضي الله عنه Ko Apna Mushkil Kusha Apna Madad'ghar Kyun Mante Ho Wo Kisi Ke Madad'ghar Nahi Hai_ *Simply Answer Musalmano Ke Madad'ghar Hai Aur Musalman Hi Unko Apna Mushkil Kusha Manta Hai* Na Ki Kafir Aur Aaj Tak Kisi Hindu Yahudi Christian Ne Nahi Kaha Ki Ye Hamare Madad'ghar Hai *Siwaye Musalmano Ke* 🤷🏻‍♂

*Qur'an Sureh Maida Ayat No 55*
إِنَّمَا *وَلِيُّكُمُ* اللَّهُ وَرَسُولُهُ وَالَّذِينَ آمَنُوا الَّذِينَ يُقِيمُونَ الصَّلَاةَ وَيُؤْتُونَ الزَّكَاةَ وَهُمْ رَاكِعُونَ

Is Ayat Ki Tafsir Me *Hazrat Imam Jarir Tabri Al Mutawaffah 310 Hijri Likhte Hain*

_Innama *Waliyyukumu* Allahu 'wa' *'Rasooluhu* waallatheena amanoo_

*Se Murad (Matlab) Ye Hai Ki Nahi Hai Koi Madad'ghar Tumhara Allah Uske Rasool Aur Momino Ke Siwa*
_Aur Aage Isi Ayat Ki Tafsir Me Likhte Hai_
*Hazrat Ali Bin Abi Talib رضي الله عنه Bhi Madad'ghar (Mushkil Kusha Hai Is Ayat Ki Roshni Me*

Aur Yahi *Molvi Wahiduddin Khan Ne Bhi The Quran Page 84 Par وَلِيُّكُمُ* Ki Meaning Karte Hue Likha  *(Your Helpers)* *(Madad'ghar)*
Aur Mirza Junior Qadyani Engineer Urf Plumber Ke Ustad Jahil Ghamidi Ne *Wahiduddin Khan Ko Is Waqt Ka Sabse Bada Alim Kaha Hai*

_Yani Pta Chala Ki Allah Uska Rasool Aur Sahaba Ahle'bayth Sirf Musalmano Ke Madad'ghar Hai_ *Na Ki. Kafiro Ke Isi Liye Wahabi Ahle'hagees Deobandi Najdi Iska Inkar Karte Hai Ki Wo Madad'ghar Nahi Hai* _Aur Qur'an Keh Raha Hai Ki Wo Madad'ghar *Mushkil Kusha* Hai_

*Reference Book*
Tafsir e Tabri
Vol *8* Page *529-&-531*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...