*Huzoor ﷺ Ka Sara Nasab Shirk Kufr Aur Gumrahi Se Paak Hai*
_Hazrat *Ali* رضي الله عنه Se Aur Hazrat *Abdullah* Bin Abbas Se رضي الله عنه Marwi Hai Ki *Huzoor* ﷺ Ne Farmaya_
*Mein Nikah Ke Saath Mutwallid Huwa Na Ki Gair Sharai Tareeqe Par, Aur Mera (Ye Nisbatee Taqaddus) Hazrat Aadam عليه السلام Se Shuroo Hokar Hazrat Abdullah رضي الله عنه Aur Hazrat Amina رضي الله عنها Ke Mujhe Jan’ne (Paida) Tak Barqaraar Raha (Aur Zamaana-E-Jaahiliyat (Yani Kufr o Shirk) Ki Badkirdaariyon Aur Aawaargiyon Ki Zarra Bhar Bhi Milaavat Mere Nasab Me Nahin Paayi Gayi).”*
Subhan'Allah
*Yani Rasool Allah ﷺ Khud Byan Farma Rahe Hai Ke Hazrat Adam عليه السلام Se Lekar Aapke Walid Hazrat Abdullah رضي الله عنه Aur Walida Hazrat Sayyeda Amina رضي الله عنها Tak Sab Paak Hai Sab Momineen Hai Zamane Ki Jahiliyat Kufr o Shirk Se Allah Ne Unhe Paak Rakha*
*Reference Authentic Book of Hadees*
Al-Musannaf *[Imam Abi Shaybah Al Mutawaffah 235 Hijri]*
*&*
Vol *6* Hadees *31641*
*&*
Al-Muajam-ul-Awsath *[Imam Tabarani Al Mutawaffah 360 Hijri]* Vol *5* Hadees *4728*
*&*
Sunan-ul-Kubra *[Imam Bayhaqi Al Mutawaffah 458 Hijri]*
Vol *7* Page *190*
*&*
Musnad-ul-Firdaus *[Imam Daylami Al Mutawaffah 509 Hijri]*
Vol *2* Hadees *2949*
📚📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box