Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Wednesday, April 15, 2020

Za'eef Hadees Aur Muhaddith

*Za'eef Hadees Aur Muhaddith*

_Hazrat Imam Nawawi Al Mutawaffah 676 رحمۃ اللہ علیہ  Ki *Book Al Arbain.* Aur Imam Ibn e Hajar Makki Al Mutawaffah 973 Hijri رحمۃ اللہ علیہ *Book Sharah Fat’hul Mubeen*_

*Me Za'eef Hadees Ke Bare Me Ye Alfaz Hain” Yani Fazail A’amal Me Zaeef Hadees Par Amal Ke Bare Me Ulama Ka ittefaq Hai, Kyunki Agar Wo Waqi’atan Sahi Thi, To Isko Iska Haq Mil Gaya, Warna Ispar Amal Karne Se Na To Haram Ko Halal Karna Lazim Aaya Aur Na Iske Bar’aks Aur Na Hi Kisi Gair Ka Haq Pamal (Barbad) Karna”*

_Pta Chala Ki Za'eef Hadees Agar Fazail Amal Dua Nafil Sunnat Azkar Targheeb Wagera Me Aaye To Uspar Amal Karna Jais Hai Usse Qayas Karna Isdadlal Sab Muhadditho Ka Tarika Hai_

*Reference Book*
al'ujubat alfadilat lil'asyilat aleasharat alkamilat
Page *42*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...