URS kya hai?
Kya URS Manana Shirk O Bid'at Hai?
Kya URS Manana Najaiz O Haram hai?
.
Aaj Kal Bohat se Log Urs e Auliya Par Aiteraz Karte hai, Lekin Dekhiye Waliyo Ki Qabar Par Saal me Jaana Khud Mere Aaqa (ﷺ) ki Sunnat hai, Jo Log Ise Bid'at Kehte hai Wo Zara Gaur Kare, Tauba Kare, Urs Me Qabar Ki Ziyarat, Isaale Sawab, Quran Khwaani, Khana Khilana, Aur Dusre Nek Kaam hote hai, Ab Agar Kisi Dargah Par Koi Galat Rasam Hoti hai, To Usse Ahlesunnat Ka Koi Lena Dena Nahi, AUR URS MANANA APNI JAGAH JAIZ AUR MUSTAHSAN AMAL HI RAHEGA,
.
Allah Apne Habib e Paak (ﷺ) Ke Sadqe Hame Saccha Pakka Aashiqe Rasool (ﷺ) Aashiqe Sahaba Wa Ahlebait Wa Auliya Allah Banaye, Aur Gustakho Ko Tabah O Barbad Kare Nisto Naabud Kare (آمین بِجَاہِ سَیِّدِ الْمُرْسَلِیْن ﷺ)

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box