Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Monday, April 20, 2020

Kaun Jannati Kaun Dozakhi Huzoor ﷺ Jantay Hain

*Kaun Jannati Kaun Dozakhi Huzoor ﷺ Jantay Hain*

_Hazrat Abdullah Bin Amrr رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ke Saman Aur Asbab Par Ek Shakhs Mukarrar Tha Jinka Naam Kar'kara Tha Unka Jab Inteqal Hua_ *Toh Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Wo Jahennam Me Gaya! Sahaba e Karaam Unhe Dekhne Gaye Toh Ek Aabah Thi Jisko Unhone Khayanat Karke Chura Liya Tha Unke Yaha Mili*

_Yani Huzoor ﷺ Ki Nighahe ilm e Gaib Dekho Ki Jab Usne Khayanat Kari Hai_ *To Koi Uske Siwa Koi Nahi Janta Tha Lekin Huzoor ﷺ Hamare Jantay Thay*

*Reference Book*
Sahih Bukhari
Vol *4* Hadees *3074*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...