Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Friday, April 17, 2020

Huzoor ﷺ Ke Baad Sabse Afzal Kaun Hai

*Huzoor ﷺ Ke Baad Sabse Afzal Kaun Hai* Maula Ali Ki Zubani Sune

_Hazrat Umar رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Mene Hazrat Ali رضي الله عنه Ko Mimbar Par Ye Farmate Hue Suna_ *Ke Rasool Allah ﷺ Ke Parda Farmane Ke Baad Sabse Afzal Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Hain Phir Hazrat Umar رضي الله عنه Hain Phir Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Hain*

_Dama Dam Mast Qalandar_
*Siddiq Da Pehla No*
*Umar Da Doja No*
*Usman Da Tija No*
*Ali Da Chautha No*
Ridwanullahi'ajmaeen

*Reference Book*
Al Maujam ul Kabeer
Vol *1* Hadees *178*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...