Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, April 19, 2020

*Category of Hadith By Hazrat Imam Abu Isa*

_Authentic Hadith *Jame Tirmizi* Ke Writer Hazrat Imam Abu Isa Tirmizi Al 279 Hijri رحمۃ اللہ علیہ_
*Glossary of Islamic Terms Me Hadees Ki Category Definition Me Likhte Hai Ki Kaun Si Hadith Ka Kya Hukm Hai Aur Kaun Si Hadith Qubool Hai Aur Kaun Si Nahi*

Jisme *Za'eef Hadees Ko Aapne (Weak) Kamzoor Kaha Yani Hadees Hai Lekin Narration Yani Isnad Sanad Me Kamzoori Hai* _Ye Nahi Likha Ki Zaeef Mawzu Jhooti Hoti Hai Qubool Nahi Ki Jati_

_Aur Aagay Likha Ki Kaun Si Hadees Hai Jo Jhooti Aur Mangharat Hai Unpar Na Amal Ho Sakta Hai Na Qubool Ki Ja Sakti Hai Unke Naam Bhi Likh Diye Ki Wo Kaun Si Hai_
*Batil* (False Yani Jhooti)
*Mardud* (Rejected Yani Qubool Nahi Kisi Bhi Haal Me)
*Mansukh* (Abrogated Yani Ispar Amal Nahi Hoga)
*Mawzu* (Fabrication Yani Mangharat)

_Toh Maloom Hua Ki Ye Sab Hadees Ki Category Me Jo Hadees Aaigi Usko Kisi Bhi Surat Me Qubool Nahi Kiya Jayega_ *Yani Imam Tirmizi Ne Zaeef Hadees Ko Sirf Kamzoor Weak Karar Diya Hai Na Usko Jhooti Na Mangharat Na Mardud Ao Bhi Uski Sanad Narration Ke According Se Zaeef Na Ki Hadees Ka Matan (Text)*

*Reference Book*
Jame at Tirmizi
Vol *6* Page *569*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...