*Safar e Meraj Aur Hazrat Musa Ki Namaz*
_Hazrat Imam Muslim Bin Hajjaj Nishapuri Al Mutawaffah *261* Hijri Hadith Code Karte Hai_
_Hazrat Anas Bin Malik رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Nabi e Kareem ﷺ Ne Farmaya_ *Jab Safar e Meraj Me Mera Ghuzar Hazrat e Moosa عليه السلام Ki Qabr e Mubarak Ke Pass Se Hua Jo Rayt Ke Surkh Teele Ke Paas Wakay Hai To Wo Apni Qabr Me Khade Namaz Padh Rahe The”*
Subhan'Allah
*Very Important Points*
_Yani Ambiya e Kiram Baad Wisaal (Parda Farmane Ke Bhi Apni Qabr Me Zinda Hote Hain Aur Namaze Bhi Padhte Hai_
*Aur Hazrat Musa عليه السلام Ka Wisaal Huzoor ﷺ Ki Wiladat e Paak Se Hazaro Saal Pehle Hua Aur Unki Qabr Mubarak Palestine Me Bani Aur Huzoor ﷺ Ilm e Gaib Dekho Ki Unki Qabr Kis Jagah Kis Teele Aur Us Teele Ka Rang Kaisa Hai Aur Hazrat Musa عليه السلام Apni Qabr Me Kya Kar Rahe Hai Ye Bhi Huzoor ﷺ Jantay Hain*
*References Book*
Sahi Muslim
Vol *6* Hadees *6157*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box