Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Thursday, March 19, 2020

Kya Huzoor ﷺ Ne Ye Kaha Ki Mene Allah Ko Nahi Dekha* ❓🔍

*Kya Huzoor ﷺ Ne Ye Kaha Ki Mene Allah Ko Nahi Dekha* ❓🔍

_Yahudi Wahabi Ahle'hagees Gair Ki Muqallide Hamare Nabi ﷺ Par Aitraz Par Aitraz Na Kare Ye Kaise Ho Sakta Hai Kyunke_ *Wahabiyat Ahle'hageesiyat Najdiyat Ki Buniyad Hi Isi Par Rakhi Gai Hai Ki Kalma Padho Muhammad ﷺ Ka Lekin Din Raat Unpar Aur Unki Shan Par Aitraz Aur Inkar Karo* Aal'ayazubillah

_Isi Liye Wahabi Ahle'hagees Selfie 🤳🏿 Gair Muqallid 🦧 Ek Riwayat Jo Sahi Muslim Me Hai Jisko In Saudio Najdiyo Ne *Skip* Karke Apni Library Riyadh Se Published Kiya Wo Ye Hai_
*hazrat abu zarr رَضِیَ اللهُ عَنْهُ se rivayat k Unhone Rasool Allah ﷺ se pucha kya Aap ne rab tala ko dekha ?*  _Farmaya Wo Noor Mai Kaise Dekh Sakta Hoon ?”_
Ref:Sahi Muslim Hadith *443*

*Isko Pesh Karke In Yahudiyo RSS Ke Chote Chote Muqallido Ne Daleel Li Ki Musalmano Ke Nabi ﷺ Ne Allah Ta'ala Ko Maaz'Allah Nahi Dekha* _Lekin Agar Koi Halali Ispar Bas Thoda Sa Dimagh Par Zor De To Pta Chale Ga Ki Ye Jo Hadith Ke Word Me In Saudi Najdiyo Ne Badtareen Tehreef Ki Hai Wo Khud Aqlan Bhi Sabit Nahi Hoti_ *In Kharji Saudi Wahabiyon Ne Jo Translate Kiya Ki Wo Noor Hai Me Kaise Dekh Sakta Hon? Toh Sawal Ye Uth'ta Hai Ki Jab Dekha Nahi To Maloom Kaise Hua Ki Wo Yani Allah Noor Hai?????*

_Wahabiyon Ahle'hageeso Ne Apne Matlab Ki Hadees Jo Khud Fabrication Karke Khud Le Li Lekin Isi Me *Next* Hadees Jo Originally Hai Usko Nahi Li_

_Hazrat Abdullah bin Shaqik رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Farmate Hai Maine Hazrat Abu Zarr رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  Se Kaha Agar Mai Nabi e Kareem ﷺ Ko Dekhta To Mai Aap Huzoor ﷺ Se Puchta. Hazrat Abu Zarr  رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Farmate Hai Aye Shaqik Tum Kya Puchte ?_ *Farmaya Mai Puchta Aye Allah Ke Nabi ﷺ Kya Aapne Allah Ko Dekha Hai ?*
_Phir Hazrat Abu Zarr رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Farmate Hai Aye Shakik Maine Pucha Tha Huzoor ﷺ Se Ki Aapne Apne Rab Ta'ala Ko Dekha? To_ *Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya MAINE NOOR KO DEKHA”*

*Pay Attention Please*🙏🏻
_Yaha Dhyan Dijiye To Maajra Aapko Samjh Me Aayega Ye Hai Ki Hadees Ka Translation Jo English Me In Najdiyo Ne Kiya Usme Ghotala Kiya! Jaha Se Dekhna Sabit Ho Raha Tha Waha Se Na Dekhna Sabit Karne Lage Wo Bhi Tarjume Ko Change Karke Ab Aaye Hum Word to Word Arabic Se Translation Karen Taki Sab clear Ho Jaye._

 *"‏ نُورٌ أَنَّى أَرَاهُ ‏"‏*
 _Ye Hi Is Hadith Ka Meaning Word Hai Jisko Saudi Najdiyo Ne *Skip* Kara Jiska Matlab Na Kaise Dekha Sakta Ho Gaya_
*Ab Aaiye Dekhe Is Hadith Ka Original Word Jo Arabic Me Hai Wo Kya Hai Aur Usse Kya Matlab Nikal Raha Hai*?

*نُورٌ* (1) Word No
*Wo Noor Hai (He Is Light)*
*أَنَّى* (Word No (2
*Mai, Mujhe, Mai Khud (I, Me, Myself)*

*أَرَاهُ* (Word No 3
*Dekha Usse (Saw Him)*

*Aur In Hadith Ke Original Arabic Word Milakar Hadees Ye Banegi*
_Hazrat Abu Jarr رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  se rivayat k Unhone Rasool Allah ﷺ Se Pucha Kya Aap ne Rab Ta’ala ko Dekha ? Farmaya_ *Wo NOOR Hai ( ‏ نُورٌ), Maine Usse Dekha (أَنَّى أَرَاهُ ‏)”*

*Reference Book*
Sahih Muslim (Published By *Saudi Najd Riyadh)*
Vol *1* Hadees *444*
*Scan Page*
📄👇🏼📗

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...