Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, March 29, 2020

Huzoor ﷺ Ne Sahaba Ko ilm e Gaib Ki Khabar Di*

*Huzoor ﷺ Ne Sahaba Ko  ilm e Gaib Ki Khabar Di*

_Hazrat Ali رضي الله عنه Bayan Karte Hain Rasool Allah ﷺ Ne Mujhe Aur Hazrat Zubair رضي الله عنه Aur Hazrat Miqdad Bin Aswad رضي الله عنه Ko Ek Muhim Par Bheja Aur Farmaya_ *Jab Tum Log Rawdat Khakh (Madine Se 20.km Doori Par Tha Jab Tum Us Jagah Pahuch Jao To Waha Ek Budiya Aurat Tumhe Ont (Camel) Par Sawaar Baithi Milegi Aur Uske Paas Ek Khat Hoga Tum Log Usse Wo Khat Le Lena Phir Hum Log Rawana Hue Jab Hum Us Rawdat Khakh Par Pahuch Gaye Aur Waha Waqai Ek Budhi Aurat Maujud Thi Aur Oont Par Sawaar Thi Hum Ne Usse Kaha Khat Nikaal Usne Kaha Mere Paas Koi Khat Nahi Lekin Jab Humne Us Aurat Ko Damki Di To Usne Apne Baalo Ki Ghoti Se Khat Nikal Kar Diya Aur Humne Usse Huzoor ﷺ Ki Bargah Me Lekar Hazir Hue*
Allahu'akbar'kabira

_Yani Huzoor ﷺ Madinah Shareef Me Tashreef Farma Hai Aur 20.km Door Kaun Se Ilaqe Me Kaun Aurat Kis Sawari Par Baithi Hai Aur Uske Paas Kya Hai Ye Bhi_ *Huzoor ﷺ Jantay Hain*

_Aur Aaj Yahudiyo Ki Najais Aulad Wahabi Ahle'hagees Deobandi Najdi Kehte Hai Unko Diwaar Ke Piche Ka ilm Nahi_ *Maaz'Allah*

*Reference Book*
Sahih Bukhari
Vol *4* Hadees *3007*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...