Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Saturday, March 28, 2020

Huzoor ﷺ Ka Farman Imam Hasan Aur Hazrat Muawiya Ke Beech Sulah Hogi*

*Huzoor ﷺ Ka Farman Imam Hasan Aur Hazrat Muawiya Ke Beech Sulah Hogi*

_Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Se Riwayat Aap Kehte Hai Ki Mene Rasool Allah ﷺ Ko Mimbar Par Ye Kehte Hue Suna Jabki Aap Ki Bagal Me Hazrat Imam Hasan رضي الله عنه Baithe Hue The Ki Kabhi Aap Hazrat Hasan Ko Dekhte Aur Kabhi Logo Ko Aur Farmaya_ *Ye Mera Beta Sayed (Sardar Hai Meri Ummat Ka Aur Allah Iske Zariye Iske Haatho Par Musalmano Ke 2 Azeem Giroh Jamat Ke Beech Me Sulah Karayega*

_Yani Huzoor ﷺ Ko Maloom Tha Aur Aap Dekh Rahe Thay Ki Mere Baad Hazrat Ali Aur Hazrat Muawiya Ke Beech Ikhtilaf Hoga Aur Jang Hogi Aur Uske Baad Hazrat Hasan Aur Hazrat Muawiya Ke Beech Sulah Hogi_ *Aur Huzoor ﷺ Ne Hazrat Ameer Muawiya Aur Unke Lashkar Ko Bhi Azeem Aur Musalman Bola*

*Reference Book*
Sahih Bukhari
Vol *5* Hadees *3746*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...