Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Tuesday, March 17, 2020

Huzoor ﷺ Ka Farman* Hazrat Muawiya Kabhi Bhi Maghlob (Hare) Nahi Honge.

*Huzoor ﷺ Ka Farman*
Hazrat Muawiya Kabhi Bhi Maghlob (Hare) Nahi Honge.

*Hazrat Shah Waliullah Muhadis Dehelvi رحمۃ اللہ علیہ Imam Ibne Asakir Al Mutawaffah 571 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ke Hawale Se Riwayat Kartay Hain*

_Ek Airabi Nabi Kareem ﷺ Kay Paas Aaya Aur Bola Kay Mujh Say Khushti Lado Tu Ussay Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Nay Kaha Main Tujh Say Khushti Ladta Hun Tu (Ispar) Nabi Kareem ﷺ  Nay irshad Farmaya Kay_ *Hazrat Ameer رضي الله عنه Kabhi Maglob Na Hun Gen Chunanche Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Nay Us Airabi Ko Pachad Hara Diya*

_Jab Jange Siffeen Ho Chuki Tu Hazrat Maula Ali رضي الله عنه Nay (Arwa Say) Kaha Kay Agar Tum Is Hadees Ka Zikr Kar Detay Tu Main Hazrat Muawiya رضي الله عنه Se Jang Na Karta_

*Reference Book*
Izalatul Khulafa
Vol *4* Page *516*
*Scan Page*

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...