Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Thursday, March 19, 2020

Hazrat Ayesha Huzoor ﷺ Se Gaib Ki Baate Pucha Karti*

*Hazrat Ayesha Huzoor ﷺ Se Gaib Ki Baate Pucha Karti*

_Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Bayan Karti Hai Mene Kaha Ya Rasool Allah ﷺ Jahiliyat Ke Waqt Ibn e Jud'an Ke Beta Rishtay Natay Ki Islah Aur Gharibo Ko Khana Khilata To Kya Ye Iske Nek Amal Usko Qayamat Ke Din Fayda Dege?_ *Toh Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Uske Ye Nek Amal Usko Kuch Fayda Nahi Dege. Kyunke Usne Ye Kabhi Nahi Kaha Mere Allah Mere Gunaho Ko Qayamat Ke Din Bakh'shde*

_Pta Chala Ki Hazrat Ayesha Bhi Yahi Aqeeda Rakhti Thi Ki Huzoor ﷺ Ko ilm e Gaib Hai Tabhi To Unhone Pucha Warna Kyun Puchti Aur Ye To Koi Nahi Janta Ki Qayamat Me Kiske Saath Kya Hoga?_

*Reference Book*
Sahih Muslim
Vol *1* Hadees *518*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...