*Allah Walon Ki Qabro Ko Building Me Banana*
_Hazrat Imam Ibn e Shabbah Al Mutawaffah *262* Hijri Hijri Likhte Hain_
_Hazrat Saeed Bin Zubair Bin Muttim رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Rasool Allah ﷺ Ke Shehzade_ *Hazrat Ibrahim رضي الله عنه Ko Al Zowrah Me Dafnaya Hai Madfoon Ki Jagah Baqi Shareef Ki Hadd Taaro Se Left Side Hazrat Muhammad Bin Zaid Bin Ali Ke Ghar Me Hai*
_Hazrat Saeed Bin Zubair Bin Muttim رضي الله عنه Kehte Hain Mene Rasool Allah ﷺ Ke Bete Hazrat Ibrahim رضي الله عنه Ki Qabr Mubarak Ko Al Zowrah Me Dekha Hai_
*Yani Pta Chala Ki Huzoor ﷺ Ke Shehzade Hazrat Ibrahim رضي الله عنه Ki Qabr Mubarak Bhi Ek Makan Building Ke Andar Banai Gai Taki Uska Nishan Baki Rahe Azmat Shan Ke Liye* _Jis Tarah Aaj Allah Ke Waliyon Ki Mazare Dargah Hum Dekh Rahe Hai_
*Reference Book*
Tareekh Madinatul Munawwarah
Vol *1* Page *99*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box