*Bid'at e Hasnah Aur Hazrat Usman e Ghani*
_Wahabre Deobandi Ahle'hagees Kehte Hai Jo Kam Rasool Allah ﷺ Ne Nahi Kiya Wo Baad Me Karna Biddat Hai Aur Har Biddat Gumrahi Hai Aur Har Biddat Gumrahi Jahennam Me Lekar Jayegi_ *Ye Hai Ahle'hageeso Ki Bid'at Ki Definition*
_Hazrat Sa'eeb Bin Yazeed رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ke Rasool Allah ﷺ Ke Waqt e Zahiri Me Aur Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ki Khilaafat e Haqq Me Jume Ki Azan Ek Hi Hoti Thi_ *Lekin Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ne Apni Khilaafat e Haqq Me 3rd Teesri Azan Ka izafa Kiya*
_Kya Wahabiyon Deobandiyo Ahle'hageeso Gair Muqallido Najdiyo Tumhare Andar Hai Jurrat Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ko Wahi Kehne Ki Jo Hum Sunni Barelvi Musalmano Ko Kehte Ho Biddati Gumrah_
*Is Hadees Se Pta Chala Ki Jo Kam Rasool Allah ﷺ Ne Na Kiye Ho Aur Baad Me Deen e Islam Me Naye Kaam Ka izafa Kiya Jo Islam Sunnat Ke Khilaf Na Ho Aur Shariyat Me Accha Ho To Usse Bid'at e Hasnah Kaha Jata Hai Aur Ispar Amal Karna Sawab Aur Sahaba Ka Tarika Hai*
*Reference Book*
Sahih Bukhari
Vol *2* Hadees *912*
*Scan Page*
📔📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box