﷽
*Mehfil e Milad Sahaba Se*
*Hazrat Abu Saeed Al Khudri Radi'Allahu'Anhu Se Riwayat Hai*
_Hazrat Sayyidina Ameer Muawiya عليه السلام Ne Farmaya Ke Nabi Kareem ﷺ Bahar Nikale Sahaba Ridwanullahi'ajmaeen Ke Halk (Jamaat) Se Daryafat Farmaya Tum Kis Wajeh Se Yahan Baithe Hoo_? *Sahaba Ne Arz Kiya Allah Ta'ala Se Dua Shukr Aada Karte Hai Ke Usne Apna Deen e Islam Humko Batlaya Aur Hampar Ahsan Kiya Aapko Bhejkar*
_Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Allah Ki Kasam Tum Is Wajeh Se Baithe Ho_ *Sahaba e Karaam Ne Kaha Allah Ki Kasam Hum Isi Waste Baithe Hain Aapne Farmaya Mene Tumko Is Liye Kasam Nahi Di Ke Jhoota Samjha Balke Jibraeel Alayhisslam Mere Paas Aaye Aur Mujhse Kaha Ke Allah Ta'ala Tum Logo Se Farishto Par Fakhr Karta Hai*
_Subhan'Allah_
*Point Be Noted*
_Yani Pta Chala Ki Sahaba e Karaam Ridwanullahi'ajmaeen Ek Jagah Jama Hokar Mehfil Jalsa Karte Aur Us Mehfil Me Allah Ta'ala Ka Zikr Aur Rasool Allah ﷺ Ka Zikr Karte Aur Sahaba Ki Is Mehfil Ko Dekhkar To Allah Ta'ala Farishto Me Sahaba Par Fakhr Karta_
*Ab Bhi Nahi Samjhe Yaar Isi Ko To Mehfil e Milad Kehte Hai Allah Ta'ala Aur Uske Habib ﷺ Ka Zikr Karna Shukr Ada Karne Ko Hi Mehfil e Milad Kehte*
*Reference Book*
Sunan Nasai *[Arabic To English]*
Vol *6* Page *233* Hadees *5428*
Sunan Nasai Shareef *[Arabic To Urdu]*
Page *598* Hadees *5432*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box