Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Friday, November 1, 2019

JHANDEY 🇲🇷 LEKAR JULOOS MEIN NIKALNE KA SABOOT HADEES SE* 🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷 *DALEEL 1️⃣*

*JHANDEY 🇲🇷 LEKAR JULOOS MEIN NIKALNE KA SABOOT HADEES SE*
🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷🇲🇷
*DALEEL 1️⃣*

🇲🇷Jab Aaqa (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم) Hijrat Kar ke MADINA Sharif Aaye To Logon Ney Khoob Jashan Manaya Naw-jawan Ladke Apni Chhatton Par Chadh
Kar Aur Ghulam, Khuddam Raasto Me Phirte the Aur Nara'Aey Risalat Lagate Aur Kehte
"Ya RasoolAllah"
‎(ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم)

📔(Sahih Muslim Jild 2 Page 2009)

📑SCAN PAGE

*DALEEL 2️⃣*

🇲🇷Makka Sharif Se Hijrat Karke Jab Rasulullah ‎ﷺ Madina Sharif Ke Qarib Phaunche Toh Hazrat Burida Aslami 70 Admiyo Ke Sath Aap ‎ﷺ Ko Giraftar Karne Aaye Lekin Jab Aap ‎ﷺ Se Puchha Ke Aap Koun Hain? Toh Aapne Farmaya Mai Muhammad Ibne Abdullah Aur Khuda Ka Rasool Hu, Apko Dekar Hazrat Burida Aur Unke Saathi Ne Wahi Kalma Padkar Musalmaan Hogaye Aur Farmaya
Meri Tamana Hain Ke Madine Mein Aap ‎ﷺ Ki Aamad Jhandey 🇲🇷 Ke Sath Ho Aur Apna Amamah sar Se Nikal Kar Ushe Neze Mein Bandh Liya Aur Huzur ‎ﷺ Ke Almabardar Bankar Madina Tak Samne Samne Chalte Rahe.سبحان الله

📔Wafa Ul Wafa Vol 01, Page 190
📔Madrijun Nubuwa Vol 02, Page 62

📑SCAN PAGE

DALEEL 3️⃣

*🧾FATAWA DEOBAND JULOOS E EID MILAD UN NABI ﷺ JAYZ HAIN*

📝Sawal Hua:-
Juloos e Eid Milad un Nabi ﷺ Ka Kya Hukum Hain ? Aur Mazarat e Awliya Par Jhandey Lagna Kaisa??

Jawab Mein Kehte Hain:-
Jayz Hain Jabke Munkiraat Se Khali Ho

📔[ Fatawa E Deoband Pakistan
Fatawa Faridiya Jild 01 ]

✒Tamaam Deobandi Se Guzarish Hain Apne Akabireen Se Yeh Appeal Kare Ki Eid Milad Un Nabi ﷺ me Tammam Deoband Juloos Mein Shaamil Hokar Nabi Kareem ﷺ Ke Muhabbat Ka Saboot De.

📑Look All Scan Pages👇🏻







No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Shab-e-Qadr Aur Ummat e Muhammadia

 *Shab-e-Qadr Aur Ummat e Muhammadia* Hazrat Imam *Malik* Al Mutawaffah *179* Hijri Likhte Hain  *Jab Rasool Allah ﷺ Ko Pichli Ummato Ki Omr...