*What Happens In Milad*❓
_Milad Ki Meaning Hai Birth Wiladat Peda'ish Ke Jisko Arabic Me Milad Kaha Jata Hai Yani Rasool Allah ﷺ Ki Wiladat e Mubarak Ko Milad Shareef Kaha Jata Hai Jis Din Aap Duniya Me Is Aalam Me Tashreef Laye Usko Eid Milad Un Nabi Kaha Jata Hai_
*Mehfil e Milad Shareef Me Rasool Allah ﷺ Ki Wiladat Ka Zikr Kiya Jata Hai Rasool Allah ﷺ Ki Sirat e Paak Bayan Ki Jati Hai Aur Aapka Shajra e Paak Walid Hazrat Abdullah Radi'Allahu'Anhu Se Lekar Hazrat Adam Alayhisslam Tak Aur Walida Hazrat Amina Radi'Allahu'Anhna Se Lekar Hazrat Hawwa Radi'Allahu'Anhna Tak Ka Bayan Hota Hai Aur Allah Ka Shukr o Ahsan Ada Kiya Jata Hai Ki Usne Apne Rasool ﷺ Ki Ummat Me Humko Paida Kiya Aur Humko Apne Mehboob ﷺ Ka Ummati Banaya*
_Milad Shareef Ke Mahine Me Rasool Allah ﷺ Ki Bargah e Paak Me Barelvi Musalman Unke Naam Se Sadqa Khayrat Langar Wagera Garibo Miskino Ko Khilaya Aur Diya Jata Hai_
*Milaad Shareef Me Thik 12 Rabiul Awwal Wale Din Rasool Allah ﷺ Ki Wiladat e Paak Ki Khushi Me Sunni Musalman Juloos Uthate Hain Aur Nare Takbeer o Nare Risalat Lagate Hai*
*_By Muhammad Zeeshan Rifai Hanfi Barelvi From Lucknow_*

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box