*Alahazrat 14th Century Ke Mujaddid Hain*
_Hzarat Abu Hurairah Radi'Allahu'Anhu Us (Elm) Me Se Jo Unhone Huzoor ﷺ Se Sikha Riwayat Karte Hain Ki Aap ﷺ Ne Farmaya_
*Allah Ta’ala Is Ummat Ke Liye Har Sadee (Century's) Ke Aakhir (Last) upMe Kisi Ayse Ashakhaas Mujaddid Ko Payda Farmayega Jo Us (Ummat) Ke Liye Us Ke Deen Ki Tajdeed Karega.”*
_Aur Jab Hind Ki Sarzameen Me Najd Riyadh Se Fitna Deoband Nadwa Ki Shakal Me Aaya Aur Huzoor ﷺ Ki Shan Me Gustakhiyan Apni Kitabo Me Likhi Aur Sahaba Ahle'bayth Swaliheen Auliya Ki Azmato Par Hamla Hua Tawheed Ka Sahara Lekar Muhabbat Ko Shirk Kaha Tab Koi Mujawar Mutah Center Ya Gadda Nasheen Miya Sukhi Aur Made in Japani Syed Ne Indian Pakistan Bangladesh Afghanistan Ke Caroro Musalmano Ke Imaan Ko Nahi Bachaya Tha Balke_
*Barely Shah Imam Ahmad Raza Mujaddid e Azam Alahazrat Rehmatullahay'alaih Ne Unke Imaan Ko Bachaya Aur Gustakho Ka Radd Kiya Aur Azmat e Nabi Sahaba Ahle'bayth Auliya Par Pehra Diya Aur Islam Par Ho Rahe Charo Tarah Se Hamle Ke Waqt Islam Asmaan Ki Buladiyo Tak Legaye.*
Tabhi Arab o Ajam Se Sada Ghonj Uthi
*Daal Di Qalb Me Azmat e Mustafa ﷺ Sayyadi Alahazrat Pe Lakho Salaam*
*Reference Book*
[Sunan Abu Dawood
Vol *4* Hadees *4291*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box