*Shab-e-Qadr Aur Ummat e Muhammadia*
Hazrat Imam *Malik* Al Mutawaffah *179* Hijri Likhte Hain
*Jab Rasool Allah ﷺ Ko Pichli Ummato Ki Omre Dikhayi Gai Ya Us Bare Me Jo Allah ﷻ Ne Chaha Dikhaya To Rasool Allah ﷺ Ne Apni Ummat Ki Omr Ko Kam Khayal Farmaya Ke Wo Kam Omr Ki Wajah Se Us Tarah Zyada Amaal Nahi Kar Sake Ge Jis Tarah Dusri Ummato Ke Log Apni Lambi Omr Ki Wajah Se Kar Chuke Toh Allah ﷻ Ne Rasool Allah ﷺ Ko Shab-e-Qadr Ata Ko Jo Hazar Mahino Se Bhi Afzal Hai*
```اللّٰهُ أَكْبَر```
👉🏿 _Isse Huzoor ﷺ Ke Ilm e Gaib Bhi Pta Chala Ki Huzoor ﷺ Pichli Ummato Ki Omre Bhi Jante Hai Aur Isse Huzoor ﷺ Ki Ummat e Mehruma Par Allah ﷻ Ka Khaas Karam Bhi Zahir Hua Jo Aur Kisi Ummat Ko Nahi Mila_
Reference Book
*Muwatta Malik*
Vol *1* Hadees *707*
📘📄🫵
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box