*Za'eef Hadees Par Amal Aur Imam Sakhawi & Imam Shafai*
_Hazrat Sakhawi Al Mutawaffah *902* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Likhte Hain_ *Jab Ummat Hadees Zaeef Ko Qubool Karle To Sahi Yahi Hai Ki Ispar Amal Kiya Jaye Yahan Tak Ki Wo Yaqeeni Aur Qat’ii Hadees Ko Mansookh Karne Me Mutawatar Hadees Me Darje Me Samjhi Jayegi.* _Aur isi Wajah Se Hazrat Imam Shafai Al Mutawaffah 204 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ne Hadees “La Wasiyyat Li Waris” Ke Bare Me Ye Farmaya Hai_ *Ki Isko Hadees Ke Ilm Wale ( Muhaddith) Sabit Nahi Kehte Hain Lekin A’aima Ne Ise Qubool Kar Liya Hai Aur Ispar Amal Karte Hain, Yahan Tak Ki Isko Aayat Wasiyat Ka Nasikh Qaraar Dete Hai*
*Reference Book*
Fat’hul Mughees
Vol *2* Page *153*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box