✨🌹 *Imam Hafiz Ibne Hajar Asqalani رحمہ اللہ apni Kitaab me Likhte hai :* 🌹✨
Ta'aoon(Wabaayi Amraaz) aur Doosri Badi Museebaton ke Khaatme Ka Sabse badaa Wasilah(Zariya) hai Nabi e Paak صلی اللہ علیہ وسلم par Kassrat se Darood Shareef bhejna.
📓 *Ref : Bazlul Ma'aoon Fee Fazlut'Ta'aoon' Page no.333.*
Subha Allah Nabi e Kareem صلی اللہ علیہ وسلم par Darood bhejne se Allah Apne Bandon par Khaas Rahem o Karam farmata hai ' aur iske Sadqe Bando ki Museebaton ko door farma deta hai Lihaza hamein Chahiye ke zyada se zyada Nabi e Kareem صلی اللہ علیہ وسلم par Darood bheje Insha Allah Darood bhejne ke Sabab se Corona Virus aur Har Wabaayi Khatraat se ham Mehfooz rahenge .
Jaise ke bohot se log is baat ko jaante hoyenge ke 20 April ko World Darood Day manaya jaa Raha hai' Aap sab 20 April ko khususi taur pe Kassrat se Darood e Paak Ka Nazraana Pesh karen.
Aur Atibba/Doctors ke jaanib se Jo Mashwara diya jaa raha hai Ahtiyaati Tadabeer bhi Saath apnaaye.
Allah Paak Saare A'alam e Islam ko Corona Virus aur Kuffar o Mushkireen ke Shareer Mansoobo se Nijaat a'ta farmaye.
📑 *Scan Page of Page number 333.*
👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box