Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, March 29, 2020

Imam Abu Hanifa Ka ilm*

*Imam Abu Hanifa Ka ilm*

*Hazrat Imam Zehbi Likhte Hain*

_Hazrat Ali Bin Asim رحمۃ اللہ علیہ Ne Farmaya_
*_Agar Imaam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ke Ilm [Knowledge] Ko Aur Pure Zamane Ke Ilm Ko Agar Tawlah (Weight) Kiya Jaye Toh Hazrat Imam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ka Ilm Sabse Zyada Aur Sabpar Bhari Hoga._*
_Allahu'akbar Kabira_

*Imam e Azam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ke Waqt Me Itne Bade Bade Muhaddiseen Aur Imam Thay Jo Khud Akele Unka ilm Samudr Ke Bara'bar Tha Toh Socho Sare Zamane Ke Logo Ke ilm Par Imam Abu Hanifa رحمۃ اللہ علیہ Ka ilm Bhari Aur Zyada Hai*

*Reference Book*
Siyar Alammul Nubula Vol *6* Page *403*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...