Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Tuesday, November 5, 2019

Eid Milad un Nabi ﷺ Par Jhande 🇲🇷 Kyun Lagaye Jate Hain*

*Eid Milad un Nabi ﷺ Par Jhande 🇲🇷 Kyun Lagaye Jate Hain*

_Rabiul Awwal Me Jhande Lagana Farishto Ki Sunnat Hai_

*Ye Jhandey 🇲🇷Lagana Jibraeel عليه السلام Ki Sunnat Hai Nabi E Pak ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Hazrat Jibrail عليه السلام Ne Qabe 🕋 Ki Chath Aur Mashriq wa Maghrib Mey Jhandey🇲🇷 Lagaye Aur Nabi E Pak ﷺ Ki Aamad Par Is Ranga Rang Baharo Ka Ehtemam Allah Ta'ala Ki Taraf Se Tha.*
Reference Wahabiyon Deobandiyo Ka Hafiz Imam Ibn e Kaseer
*[Al Bidaya Wal Nihaya, Jild 06, Page 299]*

_Hazrat Imam Qastalani Al Mutawaffah 923 Hijri Rehmatullahay'alaih Likhte Hain_
*Haan, Jhande 🇲🇷Lagana Farishton aur Malaika Ki Sunnat Hai. Huzoor ﷺ Ki Aamad Par Farishton Ne Jhande 🇲🇷Lagaye They. Jannat Se Hoore Aayi Thi*
Reference Book
*[Seerat Muhammadiya Mawahib Laundiya,Jild 2, Safa 85-86] *


_Aur Same Yahi Baat Hazrat Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dehelvi Al 1052 Hijri Rehmatullahay'alaih Ne Bhi Likhi Hai Isi Jhande Ke Talluk Se_
*Reference Book*
_[Madarj-u-Nabbuwat, Jild 2, Safa no 26.]_

*Scan Page Two Reference Books Pages*
📚📄👇🏼


No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...