*850 Saal Pehle Jashn e Milad Sarzamin e Arab Me*
_Imam Zahbi Al Mutawaffah 748 Hijri Aur Allama Ibn e Kaseer Al *Death* 774 Hijri Ye Wo Shakhs Hai Jinko Wahabre Ahle'hagees Gair Muqallid Deolandi Dono Apna Imam Hafiz Allama Mante Hai Jis Hadees Ko Ye Sahi Kahe To Wahabre Sahi Mante Hai Aur Jisko Za'eef Kahe Usko Za'eef Mante Hai Isi Tarah Usool e Hadees Me Jis Raawi Ko Imam Zehbi Siqah Kahe Ya Uski Tauseeq *(Shan)* Bayan Kare Usko Ahle'hagees Siqah *(Good)* Mante Aur Jisko Majhool *(Unknown)* Kahe Usko Majhool Ya Kazzab Wagera_
_Imam Zahbi Aur Ibn e Kaseer Likhte Hai_
*Iraq Ke Shaher Irbil (Arbil) Ke Nek Aur Sawleh Badshah (King) Hazrat Sultan Abu Saeed Al Muzaffar uddin Born 549 Hijri Rehmatullahay'alaih Jo Shahe Irbeel Ke Naam Se Bhi Mashoor Thay Aap Fatahe Baitul Muqaddas Hazrat Sultan Salahuddin Ayyubi Rehmatullahay'alaih Ke Behnoi Bhi Thay :Ye Har Saal 12 Rabiul Awwal Me Rasool Allah ﷺ Ka Milad Bahut Zawq wa Shawk Se Manaya Karte Har Saal Milad Shareef Me 3 Lakhs Dinaar Kharcha Karte Aur Tarah Tarah Ke Lazeez Khano Ka Langar Ka intezam Karwaya Karte Aur Garibo Miskino Ko Khilaya Karte Aur Jazeera e Arab Shaam (Syria) Uss Waqt Shaam Ke Andar Palestine Lebanon Syria Sab Shamil Thay Aur Yaman Misr (Egypt) In Sab Desho Se Log Jashn e Mawlid Me Irbil Me Shamil Hote Thay*
_Aage Imam Zehbi Hazrat Abu Saeed Muzaffar Shahay Irbeel Ki Tauseeq Shan Me Kehte Hai_
*Sultan Abu Muzaffar Uddin Ye Acche Adil Badshah Thay Ulma Mashaikh Ki Izzat Kara Karte Aur Masjid Madarse Tameer Karwate Aur Sabse Zyada Mashoor Isi Wajeh Se Hue Ki* _Ki Aap Har Saal Mawlid un Nabi ﷺ Bahut Bade Jashn Ke Saath Munnaqqid Karte._
*Kya Ye Bhi Barelvi Thay*😍
*Reference Book*
Al Bidaya Wan Nihaya
Vol *17* Page *204*
*&*
al 'Ibar fi Khabari Man Ghabar
Vol *3* Page *208*
*&*
Siyar A'lam al-Nubala'
Vol *22* Pg *334-335-336-337*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box